Home Humse sampark kare

Humse sampark kare

Sampark Karein!

Islam keval ek madhya poorvi dharm nahi hai, balki yeh duniya mein kahi bhi, insaan ke liye jeevan ka sampoorna tareeka hai. Islam ko apnaana aur musalmaan banna bohot aasaan hai. Sirf ek maang hai, islam ke 6 bunyaadi stambho ko samajhna aur unn par vishvaas karna aur apnaana, kyunki yeh aapka jeevan-bhar ka vachan hoga. Uske baad, aapko Musalmaan banne ke liye vishwaas ki ghoshna karne ki zaroorat hai, jise Shahadah kahaa jaata hai.

Ek baar jab aapne imaandaari se apne vishwaas ki gawaahi di, toh aap ab ek musalmaan hai. Yeh itna aasaan hai! Aapke neeyyaton aur apne Rabb ka paalan karne ke liye, Allah aapke saare gunaah maaf kar denge inaam ke tor par. Jaise ke aap abhi paida huye hai, aur poori tarah se saaf hokar jeevan shuru kar rahe hai.

Hum aapko dawat dete hai ki aap hume likhe aur apni bhavnaao ko humaare saath baate, yaa Islam ke baare mein sawaal poochey. Humaari team aapke sawaal ka jawaab khojne mein aapki madad karegi yaa aapko islam swikaar karne mein madad karegi!

Hume likhe!